(1.06.26)
Jai Shree Ram ji
International Ramayana sammelan me aaye sabhi pujniye sant shiromani, Samaj ke sammanit udhyogpati buerocrates, social organisation aur sabhi Ram bhakto ko Samadhan Business Group ki taraf se bahut bahut sadhuwad.
Thanks to all management team, camera team , Bhajan gayako aur mandir parisar ko bahut bahut aabhar.
Aap sabhi par shree Ram ji ki kripa hamesha Bani rahe.
With warm regards
Pawan Kumar Gupta
Chairman Samadhan Business Group
Sheilesh Sharma
Vice chairman SBG
Jai shree Ram.
Aaj ke aanand ki Jai Ho.
